khuda ham ko aisi khuda.i na de ki apne siva kuchh dikha.i na de khata-var samjhegi duniya tujhe ab itni ziyada safa.i na de hanso aaj itna ki is shor men sada
Bashir Badr
agar talash karun koi mil hi jay ga magar tumhari tarah kaun mujh ko chahega tumhen zarur koi chahaton se dekhega magar vo ankhen hamari kahan se laey ga na
ankhon men raha dil men utar kar nahin dekha kashti ke musafir ne samundar nahin dekha be-vaqt agar jaun ga sab chaunk parenge ik umr hui din men kabhi ghar